संदेश

Hindi Shayri

चित्र
My Shyari                                                                   meri mohabat h wo koi majburi to nahi, wo muje chae ya mil jaye jaruri to nahi, ye kuch kam h ki basa h meri ankhon me wo, samne ho meri ankhon ke jaruri to nahi! tere bina toot kar bikhar jayenge, tum mil gaye to gulsan ki tarha khil jayenge, tum na mile to jite ji mar jayenge, tumhe jo pa liya to mar ke bhi ji jayenge, khus naseeb hote h badal, jo door rhakar bhi jameen par barsate h, aur ek badnseeb ham h, jo ek hi duniya me rhakar bhi milne ko taraste h! is kadar hum unki mohabat me kho gaye, k...
चित्र

Motivational Shayri

चित्र
Motivational shayri wo khud hi tya karte manjeel aasmano ki, parindon ko nahi di jati taleem udano ki! hamara tirangaa isliye nahi fehrata ki hawa chal rahi hoti h, yeh har us javaan ki aakhiri saans se fehrata h jo uski raksha me apne praano ka balidaan kar deta h! sapne wo nahi jo hum sote samay dekhte h, sapne wo h jo hume sone hi na de.   --- Dr. Abdul kalam milegi manjeel parindon ko, ye unke par bolte h. rehte h kuch log khamos jamane me, lekin unke hunar bolte h! kisi bhi ped ke katne ka kissa n hota, agar kulhadi ke piche lakdi ka hissa n hota!

Indian army

चित्र
Indian army Indian army world ki sabse badi sena me se ek h. Indian army ka aaj ka swroop british ki den h. san 1893 me british sansad ke pas ek adhiniyam ke dwara san 1895 se vibhinn pranto ki pradeshik senaye samapt kar di gayi or un sabko milakar bhartiye sena banayi gayi uska ek commander in cheaf niukt kiya gaya. Sena ke char unit bane or bangal, madras, bambai or Punjab me unke mokhylaye rakhe gaye. First world war me Indian army afrika, urop, west asia ke vibhin sthlo par bhadori se lade or unhe sorveerta ke liye anek porskar mile. Unme briten ka sarwoch padak ‘victoriya cross’ bhi samil h. 11 bhartiye saniko ne ye saman apne sahas or adbhot sorya se arjit kiya. 15 january, 1949 ka din bhartiye sena ke liye ek sthai mhatwa ka din ban gaya. Is din janural F.R.R bocha ne thal sena ke cheaf ka padbhar janural K.M. kariypa ko sompa. Janural K.M. kariypa ko pratham bhartiye commander in cheaf banana ka sobhagy mila or tabhi se 15 january thal sena diwas ke roop me man...

chrome browser ko banaye simple notepad

chorme browser ko banaye simple notepad aap sabhi notepad se achi tarha se parichit honge or aap iska use bhi karte honge. Notepad ki kai khobia h jiske karan log usko pasand karte h. yadi aap notepad ko is liye pasand karte h ki yahan aapko likhne ke liye khob space milta h or formeting ka janjat nahi hota h, to aap asi hi sovidha chrome browser par pa sakte h. iske liye apko internet ki bhi jarorat nahi hoti h. sabse phale chrome browser ko open kare or uski address bar me niche di gayi line lagatar likh kar Enter dabaye. data:text/html,<html contenteditable> yahan aapko notepad jaise sthan mil jayega. chrome browser se notepad notepad