Indian army
Indian army
Indian army world ki sabse badi sena me se ek h. Indian army
ka aaj ka swroop british ki den h. san 1893 me british sansad ke pas ek
adhiniyam ke dwara san 1895 se vibhinn pranto ki pradeshik senaye samapt kar di
gayi or un sabko milakar bhartiye sena banayi gayi uska ek commander in cheaf
niukt kiya gaya. Sena ke char unit bane or bangal, madras, bambai or Punjab me unke mokhylaye rakhe gaye.
First world war me Indian army afrika, urop, west asia ke vibhin sthlo par bhadori se lade or unhe sorveerta
ke liye anek porskar mile. Unme briten ka sarwoch padak ‘victoriya cross’ bhi
samil h. 11 bhartiye saniko ne ye saman apne sahas or adbhot sorya se arjit
kiya.
15 january, 1949 ka din bhartiye sena ke liye ek sthai
mhatwa ka din ban gaya.
Is din janural F.R.R bocha ne thal sena ke cheaf ka padbhar janural K.M.
kariypa ko sompa. Janural K.M. kariypa ko pratham bhartiye commander in cheaf
banana ka sobhagy mila or tabhi se 15 january thal sena diwas ke roop me manaya
jata h.
Bhartiye sanik aaj world ke srestham anosasanbadh ladako
sanik mane jate h. chin or Pakistan
ke hamlo ne unki pariksha li h or ve kanchan ki traha nikhar gaye h. aaj
bhartiye sanik ki sakh wishv me pratham line me h.
Bhartiye sena n kewal desh ki raksha karte h balki nagrik
karyo me bhi mhtwaporn yogdan dete h. prakartik vipdao ke samaya saniko ki
karya padhti dekhte hi banti h. pore rastra ko apne ranbankoro par abhiman h.
We proud of them.
JAI HIND.
x
टिप्पणियाँ
एक टिप्पणी भेजें